Tu
mila to mili aisi jannat mujhe ...
Tu mila to mili aisi jannat mujhe
Ab kisi aur jannat ki perwah nahi
Mit gaye faasley kam hoi dooriyan
Khatam honey ko hain saari majbooriyan
Waqt nay baksh di aisi rahat mujhey
Ab kisi aur rahat ki perwah nahi...
Tu mila to mili aisi jannat mujhey
Ab kisi aur jannat ki perwah nahi
Janey kya kya hamien log kehtey
rahey
Rooh tarapti rahi hans ke sehtey rahey
Jo tere pyaar ney di mohabbat
mujhey
Ab kisi bhi mohabbat ki perwah nahi
Tu mila to mili aisi jannat
mujhey
Ab kisi aur jannat ki perwah nahi
Ek muddat isi kash ma kash
mein raha
Jis ki thi aarzoo baat wo ban gayi
Khawab lagtey hain saarey
haqeeqat mujhey
Ab kisi bhi haqeeqat ki perwah nahi
Tu mila to mili
aisi jannat mujhey
Ab kisi aur jannat ki perwah nahi
Sent
By: Hassan